Arase pehle hua!


Samajh nahi aaya ki kya hua,

Khud ki galatee samajhate samajhate Itna kho gayi,

Ki dekha hi nahi

kab wo Juda hua!!

Dil ko to yahi ehasaas tha Ki vo

 kisi or ka na hua

Par jab dekha, Wo apna paraaya hua!!

Samajh nahi pari, Kab or kaise ye sab hua!!

Par ab wo kisi or Ka apna or iss Dil ka beganaa hua!!

Bs samajh nahi aaya ki kya hua

Aaj hua kal hua ya ye to arase pahale usse hua..

Comments

Popular Posts